• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aasan Har Ek Ho Gai Mushkil Mere Liye

Aasan Har Ek Ho Gai Mushkil Mere Liye

asan har ek ho ga.i mushkil mire liye

jis din se mohtaram hua qatil mire liye

main vahshaton men dasht-o-bayaban ki ho ga.i

muddat se multamis hai mira dil mire liye

yuun raston se in dinon dilchaspiyan baḌhin

qadmon ki ḳhaak ho ga.i manzil mire liye

asaniyan nazar ko bacha kar chali ga.iin

Thahre rahe tamam masa.il mire liye

avaz mere haq men ye kis ne uTha.i hai

is bhiiḌ men ye kaun hai aadil mire liye

ye aur baat hai ki tujhe kuchh ḳhabar nahin

‘mina’ tira ḳhayal hai kamil mire liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mujhko Auron Se Koi Shikwa Nahin

abdul-hamid-adam

Aankhon Se Teri Zulf Ka Saya Nahin Jata

parveen-shakir

Chaarasazon Ki Aziyyat Nahin dekhi Jati

poet

Chali Jo Piya Ki Gali dhire dhire

Kisi Ne Rakkha Hai Bazar Mein Saja Ke Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet