• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aarzu-E-Dawam Karta Hun

Aarzu-E-Dawam Karta Hun

arzu-e-davam karta huun

zindagi vaqf-e-am karta huun

aap se iḳhtilaf hai lekin

aap ka ehtiram karta huun

mujh ko taqrib se ta.alluq kya

main faqat ehtimam karta huun

dars-o-tadris ishq mazduri

jo bhi mil jaa.e kaam karta huun

justuju hi mira asasa hai

ja ise tere naam karta huun

haan magar barg-e-zard ki surat

sub.h ko main bhi shaam karta huun

vaqt guzre pe aa.e ho ‘aslam’

ḳhair kuchh intizam karta huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gham Ko KHud Par Sawar Mat Karna

poet

Tu Aapko Poshida O iKHfa Na Samajhna

mushafi-ghulam-hamdani

Bagh Tha Usmein Aashiyan Bhi Tha

Yun Shab-E-Hijr Teri Yaad Aai

aziz-bano-darab-wafa

Mera Bhi Har Ang Tha Bahra Us Ka Jism Bhi Gunga Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet