• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aapko Chehre Se Bhi Bimar Hona Chahiye

Aapko Chehre Se Bhi Bimar Hona Chahiye

munawwar-rana

aap ko chehre se bhi bimar hona chahiye

ishq hai to ishq ka izhar hona chahiye

aap dariya hain to phir is vaqt ham khatre men hain

aap kashti hain to ham ko paar hona chahiye

aire-ghaire log bhi padhne lage hain in dinon

aap ko aurat nahin akhbar hona chahiye

zindagi tu kab talak dar-dar phiraegi hamen

tuta-phuta hi sahi ghar-bar hona chahiye

apni yadon se kaho ik din ki chhutti de mujhe

ishq ke hisse men bhi itvar hona chahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

In Aankhon Ki Masti Ke Mastane Hazaron Hain

Zinda Rahe to Hum Ko Na Pahchan Di Gai

Hum Ek Umr Jale Sham-E-Rahguzar Ki Tarah

hatim-ali-mehr

Koi Le Kar Khabar Nahin Aata

Kisi Ke Haq Mein Sahi Faisla Hua to Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet