• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aap Kyun baiThe Hain Ghusse Mein Meri Jaan Bhare

Aap Kyun baiThe Hain Ghusse Mein Meri Jaan Bhare

aap kyuun baiThe hain ghusse men miri jaan bhare

ye to farma.iye kya zulf ne kuchh kaan bhare

jaan se jaa.e agar aap ko chahe koi

dam nikal jaa.e jo dam aap ka insan bhare

liye phirte hain ham apne jigar-o-dil donon

ek men dard bhare ek men arman bhare

daman-e-dasht ne aansu bhi na puchhe afsos

main ne ro ro ke lahu saikḌon maidan bhare

tegh-e-qatil ko gale se jo lagaya ‘muztar’

khinch ke boli ki baḌe aa.e tum arman bhare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Lutf Zindagani Ka Shauq-E-Arzu Mein Hai

Na chhoDa Dil-E-KHasta-Jaan Chalte Chalte

Tirgi Mein Ek Pal Ka Hi Sahaara Kar Gaya

rahat-indori

Kahin Akele Mein Mil Kar Jhinjhod dunga Use

Tum Nain Ke Donon paT Mere Liye Wa Rakhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet