• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aap Ki Mujh Pe Jab Bhi Nawazish Hui

Aap Ki Mujh Pe Jab Bhi Nawazish Hui

aap ki mujh pe jab bhi navazish hui

mujh pe sang-e-malamat ki barish hui

zindagi bhar rahegi mujhe yaad vo

ishq men jo miri azma.ish hui

mera bachpan mujhe yaad aane laga

titliyon ki jahan bhi numa.ish hui

mere daman pe kichaḌ uchhalta nahin

kya ḳhabar kya raqibon men sazish hui

jhuuT to jhuuT tha jhuuT hi vo raha

barha sach banane ki koshish hui

zulf bikhra.e vo baam par aa ga.e

jab suhani ruton ki sifarish hui

kitna bad-zauq shahr-e-ghazal hai ‘zafar’

bahre gunge ki har su sata.ish hui

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

seema-ghazal

Barish Thi Aur Abr Tha dariya Tha Aur Bas

poet

KHizan Ka Qarz to Ek Ik daraKHt Par Hai Yahan

Jaane Kis Kis Ki Tawajjoh Ka Tamasha Dekha

Goshmali Se Kab Unhon Ne Asar Liya Tha

TukDe TukDe Jab baT Jaun Sham Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet