• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aap Jab Muskurae Ghazal Ho Gai

Aap Jab Muskurae Ghazal Ho Gai

aap jab muskura.e ghazal ho ga.i

kuchh qarib aur aa.e ghazal ho ga.i

toḌ kar apne gulshan se taaza gulab

meri ḳhatir vo laa.e ghazal ho ga.i

lab pe fariyad to dil men sau iztirab

ashk ankhon men aa.e ghazal ho ga.i

vaa.e mahrumiyan haa.e majburiyan

dard-e-dil men daba.e ghazal ho ga.i

main ne puchha mohabbat unhen mujh se hai

chup rahe muskura.e ghazal ho ga.i

jab bhi angḌa.i tauba-shikan koi le

ek fitna uTha.e ghazal ho ga.i

dil men ‘ḳhushtar’ jo arman the so.e hue

ḳhub-ru ik jaga.e ghazal ho ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Salim Yaqin-E-Azmat-E-Sehr-E-KHuda Na toD

zehra-nigaah

Samjhauta

Safar Ko Phir Wahin Le Ja Rahe Hain

Jab Meri Aaine Se Banti Hai

Raat Be-KHwabiyon Ka Safar Tere Bin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet