• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aap Danista Jo Katra Ke Guzar Jate Hain

Aap Danista Jo Katra Ke Guzar Jate Hain

aap danista jo katra ke guzar jaate hain

mere ehsas men sau dard utar jaate hain

paas aa kar bhi agar paas na aa.e koi

ham shab-e-vasl ki tanha.i men mar jaate hain

kya ajab daur-e-pur-ashob hai jis men ai dost

log dastar bachate hain to sar jaate hain

jab pasine ka ḳharidar na ho tab mazdur

shaam ko nazren jhuka.e hue ghar jaate hain

zaḳhmi lafzon pe bhi hans hans ke agar daad mile

ham se sha.ir to usi vaqt hi mar jaate hain

apne mahbub se milne ke liye roz ‘sabin’

tum ko ma.alum hai ham chand-nagar jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lo Wo Aansu Sujhai Dene Lage

poet

Kya Farogh-E-Bazm Us Mah-Ru Ka Shab Sad-Rang Tha

Jinhen Nigah uThane Mein Bhi Zamane Lage

ajit-singh-badal

Ban Mein Rain Basera Hota

Chand Hi Nikla Na Baadal Hi Chhama-Chham Barsa

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet