• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aap Aate to Baat Banti Bhi

Aap Aate to Baat Banti Bhi

aap aate to baat banti bhi

aap rukte to haal kahte naan

aap milte the ji rahe the ham

milte rahte to zinda rahte naan

aap ka hijr sah liya ham ne

ye qayamat jo aap sahte naan

aap ki god men jo sar hota

phir mire ashk bhi to bahte naan

mere pahlu men chain milta tha

mere pahlu men aap rahte naan

aap kahte ki lauT a.unga

aap ik baar to ye kahte naan

ilm hota ki aap guzrenge

ham to raste men baiThe rahte naan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kya Hua Kyun Hua Kis Liye Kya KHabar Jo Hua so Hua Tu Use Bhul Ja

Waqt KHush-KHush kaTne Ka Mashwara Dete Hue

poet

ruKHsat-E-Yar Ka Mazmun Ba-Mushkil Bandha

poet

Afsana-E-Gham Yun Bhi Dil-E-Zar Kaha Hai

Mujhe Baghban Se Gila Ye Hai Ki Chaman Se Be-KHabari Rahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet