• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Aap Aae To Khayal-E-dil-E-Nashad Aaya

Aap Aae To Khayal-E-dil-E-Nashad Aaya

sahir-ludhianvi

aap aae to khayal-e-dil-e-nashad aaya

kitne bhule hue zakhmon ka pata yaad aaya

aap ke lab pe kabhi apna bhi naam aaya tha

shokh nazron se mohabbat ka salam aaya tha

umr bhar saath nibhane ka payam aaya tha

aap ko dekh ke vo ahd-e-vafa yaad aaya

ruuh men jal uthe bujhti hui yadon ke diye

kaise divane the ham aap ko paane ke liye

yuun to kuchh kam nahin jo aap ne ehsan kiye

par jo mange se na paaya vo sila yaad aaya

aaj vo baat nahin phir bhi koi baat nahin

mere hisse men ye halki si mulaqat to hai

ghair ka ho ke bhi ye husn mire saath to hai

haae kis vaqt mujhe kab ka gila yaad aaya

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aag Si Barasti Hai Sabz Sabz Patton Se

poet

Mil Ke Ek Bar Use Yaad Nahin Hone Ke

fatima-hasan

Man

Kabhi Azabon Mein Bas Rahi Hai Kabhi Ye KHwabon Mein kaT Rahi Hai

ahmad-hamesh

Jhonka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet