• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aansuon Ke Diye Raat Bhar

Aansuon Ke Diye Raat Bhar

ansuon ke diye raat bhar

jagmagate rahe raat bhar

qatra-qatra Tapakta raha

dil men nashtar chubhe raat bhar

saans Dhalti ga.i dard men

dard ke zaḳhm uge raat bhar

ruuh men zahr ghulta gaya

jaan ke laale paḌe raat bhar

reza reza ummiden tamam

ḳhvab bikhra kiye raat bhar

pyaar ki atishin shaḳh se

sabz patte gire raat bhar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Tah-E-Dariya Tilismi Bastiyan Ginte Rahe

poet

Pyar Ke Bandhan kaT Rahe Hain Prem Ka Rishta toD Rahe Hain

akhilesh-tiwari

Hansna Rona Pana Khona Marna Jina Pani Par

Dasht-O-Dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati

Dil O Nazar Pe Tere Baad Kya Nahin Guzra

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet