• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankhon Mein Mauj Mauj Koi Sochne Laga

Aankhon Mein Mauj Mauj Koi Sochne Laga

ankhon men mauj mauj koi sochne laga

paani men be-sabat nagar Dubne laga

ik shaḳh-e-rang haat se mausam ke chhuT ga.i

ḳhali badan ragon men koi loTne laga

hai apne darmiyan koi fasl-e-narava

dahliz pe khaḌa men kise sochne laga

vo rauzan-e-ḳhayal, sada, sa.egi saman

phir harf zahr zahr zaban gholne laga

main ek barg-e-ḳhushk kabhi ka asir-e-gard

phir kaun Daal Daal mujhe Tankne laga

main bolta raha to kisi ne nahin suna

main chup hua to saara nagar gunjne laga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rahmaton Se Ghar Sajaane Mah-E-Ramazan Aa Gaya

abid-malik

Gale Lagae Mujhe Mera Raazdan Ho Jae

poet

chhoTi Hi Sahi Baat Ki Tasir to Dekho

rahat-indori

Sawal Ghar Nahin Buniyaad Par Uthaya Hai

poet

Phul Nahin to kanTa De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet