• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankhen Khuli Hain KHwab Magar Dekh Rahi Hun

Aankhen Khuli Hain KHwab Magar Dekh Rahi Hun

ankhen khuli hain ḳhvab magar dekh rahi huun

ta-hadd-e-nazar gham ki Dagar dekh rahi huun

lachar huun bebas huun magar dekh rahi huun

luTte hue apna ye nagar dekh rahi huun

is dhuup ki shiddat men kahan saaya milega

girte hue main saare shajar dekh rahi huun

vo jin ke lahu-rang se ye shahr saja hai

ghar un ke hue zer-o-zabar dekh rahi huun

dariya ne hai ruḳh badla baha.ega ye kis ko

ḳhamosh khaḌi is ka safar dekh rahi huun

ik roz ki ye baat nahin meri ‘robina’

sadiyon se main ujḌa hua ghar dekh rahi huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

quli-qutub-shah

Madan Mast Badal Mast Kajan Mast Pari Mast

Maza Lams Ka Be-Zabani Mein Tha

Sulagti Nind Ke Girdab Se Nikal Aaya

poet

Mai Ho Abr O Hawa Nahin to Na Ho

poet

Rahe Hai Ru-Kash-E-Nishtar Har Aabla dil Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet