• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankhen Hain Josh-E-Ashk Se Panghat

Aankhen Hain Josh-E-Ashk Se Panghat

mushafi-ghulam-hamdani

ankhen hain josh-e-ashk se panghat

ashk phirte hain in men jaise rahat

main na samjha tha khuub tere taiin

hai tu mutrib pisar bada nat-khat

pi gae ham surahi-e-mai ko

dast-e-saqi se lete hi ghat-ghat

tera tir-e-nigah hai vo kafir

munh se ik dam juda tu kar ghungat

samjhe the maar aap dekhi thi

aine men kisi ki zulf ki lat

jis ko kahte hain arsa-e-hasti

tausan-e-umr ki hai ik sarpat

‘mushafi’ us ke rukh pe khat aaya

gae ve din gai vo rut hi palat

jam ke baithe na tha jahan koi

raat din ab rahe hai vaan jamghat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Yaad Rakhne Ka Bhi Wada Ho Zaruri to Nahin

Nafas Nafas Iztirab Sa Kuchh

poet

Jaisa Hamein Guman Tha Waisa Nahin Raha

jigar-moradabadi

Barabar Se Bach Kar Guzar Jaane Wale

Kya Is Ka Gila Kije Use Pyar Hi Kab Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet