• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankh Ki Rah Se Bujhte Hue Lamhe Utre

Aankh Ki Rah Se Bujhte Hue Lamhe Utre

aankh ki raah se bujhte hue lamhe utre

aqraba jitne the kashti ke vo saare utre

us se kahte ho ki phir lauTna hoga chhat par

saans ki lai ko jo thame hue ziine utre

chha ga.i bachchon ke chehre pe na.i hariyali

aaj phir peḌon se angan men parinde utre

log sahil pe tamasha.i bane baiThe rahe

biich dariya men faqat ham hi akele utre

chiḳh nikli na koi ah-o-fughan ki main ne

yuun to siine men ka.i tiir nukile utre

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ayan Ho Rang Mein Aur Misl-E-Bu Gul Mein Nihan Bhi Ho

KHayal-E-Yar Ka Sikka Uchhaalne Mein Gaya

Uski Chah Mein Ab Ke Ye Bhi Kamal Hua

Kahin Bhi Saya Nahin Kis Taraf Chale Koi

ahmad-tariq

Waqt Ka Kya Hai Mere Yar Badal Jata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet