• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankh Jo Nam Ho Wahi Dida-E-Tar Mera Hai

Aankh Jo Nam Ho Wahi Dida-E-Tar Mera Hai

aankh jo nam ho vahi dida-e-tar mera hai

mauj-e-gham uTThe kahin us ka guhar mera hai

dekh luun main to sitare hain na dekhun to dhuan

kya rasa itna kaf-e-dast-e-nazar mera hai

samar o gul hain gulistan-faroshon ke liye

abyari ke liye ḳhun-e-jigar mera hai

qasr ho ya ki lahad donon kiyraye ke makan

roz kahta hai koi aa ke ye ghar mera hai

dasht ki uḌti hui ret pe likh dete hain log

ye zamin meri ye divar ye dar mera hai

is shar-abad ḳharabe men kahan husn-o-jamal

husn jitna bhi hai sab husn-e-nazar mera hai

maut hai jur.at-e-iz.har ki pazmurda-labi

saz-e-taḳhliq lab-e-arz-e-hunar mera hai

vo ḳhuda ho to ho main DhunDne kyuun ja.un use

ḳhud hi apna le mujhe baḌh ke vo gar mera hai

kaT ke sar paḌhte hain nezon pe bhi qur.an ‘vahid’

juzv-e-tan rah ke bhi chup kis liye sar mera hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raaz-E-Sar-Basta Mohabbat Ke Zaban Tak Pahunche

poet

Ishq Mein Tere Jaan-E-Zar Haif Hai Muft Mein Chali

Kisa-E-Gul Mein Band Thi KHushbu

Rawangi Mein Samay Ka KHayal Karte Hain

akhtar-imam-rizvi

Jite-Ji dukh Sukh Ke Lamhe Aate Jate Rahte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet