• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aani Jaani Har Mohabbat Hai Chalo Yun Hi Sahi

Aani Jaani Har Mohabbat Hai Chalo Yun Hi Sahi

nida-fazli

aani jaani har mohabbat hai chalo yuun hi sahi

jab talak hai khub-surat hai chalo yuun hi sahi

ham kahan ke devta hain bevafa vo hain to kya

ghar men koi ghar ki zinat hai chalo yuun hi sahi

vo nahin to koi to hoga kahin us ki tarah

jism men jab tak hararat hai chalo yuun hi sahi

maile ho jaate hain rishte bhi libason ki tarah

dosti har din ki mehnat hai chalo yuun hi sahi

bhuul thi apni farishta aadmi men dhundna

aadmi men adamiyyat hai chalo yuun hi sahi

jaisi honi chahiye thi vaisi to duniya nahin

duniya-dari bhi zarurat hai chalo yuun hi sahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apne Dukh-Dard Ka Afsana Bana Laya Hun

poet

Thak Jata Hun Roz Ke Aane Jaane Mein

Tujhse Ek Hath Kya Mila Liya Hai

Zamin Thi Tang Khula Aasman Kya Rakhte

poet

Raat Ko Pahlu Mein Ek Taswir Raushan Ho Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet