• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aane Ko Nazar Mein Meri Sau Fitna-Gar Aae

Aane Ko Nazar Mein Meri Sau Fitna-Gar Aae

poet

aane ko nazar men miri sau fitna-gar aae

tujh sa nazar aaya hai na tujh sa nazar aae

khul jaae bharam zabt-e-mohabbat ka na un par

darta huun kahin aankh men aansu na bhar aae

mai-khane pe kya abr hai chhaya hua ya-rab

jalve tiri rahmat ke yahan bhi nazar aae

karta huun duaen to ye aati hain nidaen

tu ho kisi qabil to dua men asar aae

karta hai vahi dil men ‘rasa’ ke jo thani hai

samjhane ko samjhate hain sab apne parae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Arsh-E-KHuda KHamosh Hai Tahtus-Sara Mein Chup

Tabiron Se Band Qaba-E-KHwab Khule

Chandni-Raat Mein Sandal Sa Bikharta Saya

Sufi

Waqt Ke Har Ek Naqsh Ka Mani Itna Badla Badla Hoga

yasmeen-hameed

Mohabbat dard deti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet