• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aane do Apne Pas Mujhko

Aane do Apne Pas Mujhko

poet

aane do apne paas mujh ko

karna hai kuchh iltimas mujh ko

tere ye jaur kab sahun main

gar ishq ka ho na paas mujh ko

do tifl-mizaj shisha-dil men

kis tarah na ho hiras mujh ko

lagta hai na ghar men dil na bahar

kis ne ye kiya udaas mujh ko

kya haal kahun ki dekh us ko

rahte hi nahin havas mujh ko

ai nikhat-e-gul pari hi rah tu

aana hai usi ke paas mujh ko

munh phera bhi na us taraf se

tuk hone de ru-shanas mujh ko

uth jaunga ek din khafa ho

yahan tak na karo udaas mujh ko

gar hain yahi jaur us ke ‘bedar’

bachne ki nahin hai aas mujh ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dekha Kuchh Aaj Yun Kisi Ghaflat-Shiar Ne

Sheikh Saadi

Story 3 – The Morals Of dervishes – Gulistaan-e-Sa.Adii

poet

Tafakkuraat-E-Zamana Se Ho Ke Begane

bahadur-shah-zafar

dekho Insan Khak Ka Putla Bana Kya Chiz Hai

poet

Sina To dhund Liya Muttasil Apna Humne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet