• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / aaKHiri KHat Mujhe Mila Tera

aaKHiri KHat Mujhe Mila Tera

aḳhiri ḳhat mujhe mila tera

aah likh kar na dil dukha tera

itni ujlat men izn-e-ruḳhsat li

haa.e allah kare bura tera

ba.ad tere to main hua barbad

ab tajassus hai kya hua tera

raat kaaTi to phir sapida-dam

dard kuchh aur tha siva tera

koi hasrat hi ab nahin ji men

nim-bismil ko shauq kya tera

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aasnath-kanwal

Kaghaz Qalam dawat Ke Andar Ruk Jata Hai

Soch Mein Gum Be-Karan Pahnaiyan

Girte Ubharte Dubte Dhaare Se kaT Gaya

Kya Sabab Tha Kis Liye Duniya Se Main Darta Raha

Dil Un Ka Hai Kuchh Aur to Hai Unki Zaban Aur

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet