• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aajiz Tha Be-Ijz Nibhai Rasm-E-Judai Maine Bhi

Aajiz Tha Be-Ijz Nibhai Rasm-E-Judai Maine Bhi

aajiz tha be-ijz nibha.i rasm-e-juda.i main ne bhi

us ne mujh se haath chhuḌaya jaan chhuḌa.i main ne bhi

jangal ke jal jaane ka afsos hai lekin kya karna

us ne mere par gira.e aag laga.i main ne bhi

us ne apne bikhre ghar ko phir se sameTa Thiik kiya

apne bam-o-dar pe baiThi gard uḌaa.i main ne bhi

nauha-garan-e-yar men yaron mera naam bhi likh dena

us ke saath bahut din ki hai naghma-sara.i main ne bhi

ek diya to marqad par bhi jalta hai ‘asim’ aḳhir

duniya aas pe qaa.em thi so aas laga.i main ne bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Nala Jo Bulbul-E-Tafsida-Jigar Ka Nikla

sauda-mohammad-rafi

Jo Guzri Mujh Pe Mat Us Se Kaho Hua So Hua

poet

Na toD Shishon Ko O Gul-Badan taDaq-paDaq

abul-hasanat-haqqi

Kabhi Wo Khush Bhi Raha Hai Kabhi Khafa Hua Hai

ainuddin-azim

Mere Hamrah Sitare Kabhi Jugnu Nikle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet