• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaj Unhen Kuchh Is Tarah Ji Khol Kar Dekha Kiye

Aaj Unhen Kuchh Is Tarah Ji Khol Kar Dekha Kiye

aaj unhen kuchh is tarah ji khol kar dekha kiye

ek hi lamhe men jaise umr-bhar dekha kiye

dil agar betab hai dil ka muqaddar hai yahi

jis qadar thi ham ko taufiq-e-nazar dekha kiye

ḳhud-faroshana ada thi meri surat dekhna

apne hi jalve ba-andaz-e-digar dekha kiye

na-shanas-e-gham faqat dad-e-hunar dete rahe

ham mata-e-gham ko rusva-e-hunar dekha kiye

dekhne ka ab ye aalam hai koi ho ya na ho

ham jidhar dekha kiye pahron udhar dekha kiye

husn ko dekha hai main ne husn ki ḳhatir ‘hafiz’

varna sab apna hi meyar-e-nazar dekha kiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Pe Jo Guzri Koi Kya Jaane

Sahilon Par Udasi Rahi

Main Jahan Jaun Mere Sath Chale sannaTa

Naya Adam Koi Nai Hadon Ka intiKHab Ab

Ye Baat Alag Hai Mera Qatil Bhi Wahi Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet