• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Aaj Sunte Hain Ki Mere Ghar Wo Yar Aane Ko Hai

Aaj Sunte Hain Ki Mere Ghar Wo Yar Aane Ko Hai

poet

aaj sunte hain ki mere ghar vo yaar aane ko hai

apne qaabu men dil-e-be-ikhtiyar aane ko hai

bulbulen hain naghma-zan phula hua hai baghban

baagh men khilti hain kaliyan kya bahar aane ko hai

dekhta huun chashm-e-nargis aaj sharmai hui

kya tumhari diid ka ummid-var aane ko hai

misl-e-tasvir-e-khayali murgh-e-bustan hain khamosh

baghban gulshan men koi dil-figar aane ko hai

ai ‘jamila’ fasl-e-gul aai chala sahra ko main

mehman ban kar mire talvon men khaar aane ko hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sahir-ludhianvi

Khuddariyon Ke Khun Ko Arzan Na Kar Sake

poonam-yadav

Be-Niyazi Ke Silsile Mein Hun

Shukriya Hasti Ka! Lekin Tumne Ye Kya Kar Diya

ruKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata

abdul-mannan-samadi

Bazm Mein Wo Baithta Hai Jab Bhi Aage Samne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet