• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Raste Mein Jo Shab khaDi Hai haTa Raha Hun Muaf Karna

Ye Raste Mein Jo Shab khaDi Hai haTa Raha Hun Muaf Karna

ye raste men jo shab khaḌi hai haTa raha huun muaaf karna

baghair ijazat main din ko basti men la raha huun muaaf karna

zamin banjar thi tum se pahle pahaḌ ḳhamosh dasht ḳhali

kahaniyo men tumhen kahani suna raha huun muaaf karna

kuchh itne kal jam.a ho ga.e hain ki aaj kam paḌta ja raha hai

main in parindon ko apni chhat se uḌa raha huun muaaf karna

ye be-yaqini ajab nasha hai ye be-nishani ajab sakun hai

main in andheron ko raushni se bacha raha huun muaaf karna

inhen sitaron ke sab lata.if suna chuka huun hansi hansi men

aur ab charaghon se apna daman bacha raha huun muaaf karna

mujhe batane ka fa.eda kya makin kya the makan kya hain

main us gali se na aa raha huun na ja raha huun muaaf karna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kise Bataun Ki Gham Kya Hai sarKHushi Kya Hai

kavita-kiran

Hum Ahl-E-Zarf Hain Yun Hi Khafa Nahin Hote

Sufi

Samne Us But Ke Jab Jaana Pada

poet

Koi Markaz Se Alag Hai Koi Mehwar Se Alag

poet

Go Hun Wahshi Pa Tere dar Se Na Tal Jaunga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet