Aaj Socha To Aansu Bhar Aae aaj socha to aansu bhar aae muddaten ho gaiin muskurae har qadam par udhar mud ke dekha un ki mahfil se ham uth to aae rah gai zindagi dard ban ke dard dil men chhupae chhupae dil ki nazuk ragen tutti hain yaad itna bhi koi na aae
Leave a Reply