• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaine Par Jami Hui Hairat Ko Dekhna

Aaine Par Jami Hui Hairat Ko Dekhna

a.ine par jami hui hairat ko dekhna

kya baar baar ek hi surat ko dekhna

hasil ye hai ki ek hi hai sifr ka hisab

manafi ko dekhna kabhi musbat ko dekhna

ai vaqt tu kahin bhi kisi ka hua hai kya

kya tujh ko dekhna tiri saa.at ko dekhna

danishvaran-e-vaqt hon jab mahv-e-guftugu

chup rah ke darmiyan miri vahshat ko dekhna

pahle to kaam dekhna mera vara-e-vaqt

phir kaam men dabi hui fursat ko dekhna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Purkhon Se Jo Mili Hai Wo Daulat Bhi Le Na Jae

poet

Kis Ko Sunaun Haal-E-Gham Koi Gham-Ashna Nahin

poet

Badal Badal Ke Wahi Suraten Dikhae Kahin

poet

Ba-Chaman Ab Wo Kiya Chahe Hai Mai-Nosh Guzar

Juda Karenge Na Hum Dil Se Hasrat-E-Dil Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet