• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Aahat

Aahat

maimoona-abbas-khan

bosida si taat ke pichhe

kachchi si ik jhonpadiya men

barfili si shaam utri hai

tanhai ka pallu thame

sahmi sahmi kuchh bechen si

vo kone men simti hai

tiin ki chhat pe

ghunghru bandhe chhan chhan karti

vahshat men divana-var

barish nachti phirti hai

duur kahin badal ki garaj men

ik manus si aahat hai

jis ki giili sargoshi se

har su chhai virani ke

kaale badal chhatte hain

saare saae dhalte hain

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

tanKHwah-E-Tabar Bahr-E-daraKHtan-E-Kuhan Hai

Jism Ki Sath Pe Tufan Kiya Jaega

Wo Naznin Ye Nazakat Mein Kuchh Yagana Hua

Main lipaTta Raha Hun Khaaron Se

ahmad-zafar

Ek Tasawwur To Hai Taswir Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet