• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aah-O-Fariyaad Ka Asar Dekha

Aah-O-Fariyaad Ka Asar Dekha

ah-o-fariyad ka asar dekha

ḳhud ko majbur beshtar dekha

ban gaya hai naqab-e-tang-dili

shohra-e-vus.at-e-nazar dekha

jism ne Daal di sipar jab se

ruuh ko azim-e-safar dekha

hashr ka mo’taqid hua jis ne

manzar-e-matl.a-e-sahar dekha

naav sahil pe lag ga.i aa kar

apne shana pe un ka sar dekha

tama.a pindar jaur hirs fareb

gamzan karvan-e-zar dekha

shub.h-e-zauq-e-nazar na ho jis par

ek aisa bhi dida-var dekha

kar liya un ke ijtinab pe sabr

jab se aghmaz rahbar dekha

dil ka a.ina ru-ba-ru laa.e

is liye un ko ḳhud-nigar dekha

jis ki ek apni ka.enat na ho

‘hamid’ aisa koi bashar dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Is Ada Se Dua Karega

Suragh-E-Jada-O-Manzil Agar Nahin Milta

ahmad-mahfuz

Sar-Ba-Sar Paikar-e-Izhaar Mein Lata Hai Mujhe

Hua Kitna Mushkil Wafadar Hona

poet

Ai Sajan Waqt-E-Jaan-Gudazi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet