• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aae Ho To Ye Hijab Kya Hai

Aae Ho To Ye Hijab Kya Hai

mushafi-ghulam-hamdani

aae ho to ye hijab kya hai

munh khol do naqab kya hai

siine men thaharta hi nahin dil

ya-rab ise iztirab kya hai

kal tegh nikal mujh se bola

tu dekh to is ki aab kya hai

maalum nahin ki apna divan

hai marsiya ya kitab kya hai

jo mar gae maare lutf hi ke

phir un pe miyan itaab kya hai

auron se to hai ye be-hijabi

mujh se hi tujhe hijab kya hai

ai ‘mushafi’ uth ye dhuup aai

itna bhi divane khvab kya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kis Qadar Dushwar Tha Ye Masala Hal Kar Diya

Tera Jalwa Nihayat Dil-Nashin Hai

Bite Baras Ki Yaad Ka Paikar Utar De

Harf Apne Hi Maani Ki Tarah Hota Hai

Shauq Barhana-Pa Chalta Tha Aur Raste Pathrile The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet