• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aadmi-Zad Ho Fitrat Ke Mutabiq Mango

Aadmi-Zad Ho Fitrat Ke Mutabiq Mango

admi-zad ho fitrat ke mutabiq mango

jaao dil khol ke shahvat ke mutabiq mango

is men kis baat ka Darna ki koi dekhega

apni auqat-o-zarurat ke mutabiq mango

is bakheḌe men mayassar ke mutabiq paḌna

ishq halat se fursat ke mutabiq mango

haan ye lazim hai ki raa.ij ka bharam rakkho tum

rab se apnon ki shari.at ke mutabiq mango

itna mango jo tariqe se uTha sakte ho

yaar daman ki suhulat ke mutabiq mango

baat sunta hai savali ka bharam rakhta hai

khul ke darvesh ki shohrat ke mutabiq mango

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Tamasha Aur Dikhaya Ja Sakta Tha

poet

Na Puchh Hijr Mein Jo Kuchh Hua Hamara Haal

Qarar Pate Hain aaKHir Hum Apni Apni Jagah

Shab-E-Firaq Ki Zulmat Hai Na-Gawar Mujhe

ishrat-afreen

Kab Tak Phirna Ghaaron Aur Guphaon Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet