• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zulmat Aisi Ki Sujhai Nahin Deta Kuchh Bhi

Zulmat Aisi Ki Sujhai Nahin Deta Kuchh Bhi

poet

zulmat aisi ki sujha.i nahin deta kuchh bhi

nuur itna ki dikha.i nahin deta kuchh bhi

ḳhamushi ki vo ḳhala lafz labon se gir jaa.en

shor itna ki suna.i nahin deta kuchh bhi

ek hamdard ne phir luuT li dil ki basti

dil vo ḳhugar ki duha.i nahin deta kuchh bhi

bar-sar-e-rah bhi gulzar khile hain kitne

dhun men manzil ki dikha.i nahin deta kuchh bhi

dasht se daulat-e-sayyal mili auron ko

ham ko juz abla-pa.i nahin deta kuchh bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na-Khush Jo Ho Gul-Badan Kisi Ka

Jannat Nahin to Ku-E-Butan Kuchh Na Kuchh to Ho

poet

Hum Tujhse Koi Baat Bhi Karne Ke Nahin The

Hawaon Ka Zor Aazmate Rahe

ali-sardar-jafri

Watan Se dur Yaran-E-Watan Ki Yaad Aati Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet