• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zist Milti Hai Umr-E-Fani Se

Zist Milti Hai Umr-E-Fani Se

ziist milti hai umr-e-fani se

maang kuchh apni zindagani se

ik nazar ka fasana hai duniya

sau kahani hai ik kahani se

baat kah di to baat kuchh na rahi

gham hua gham ki tarjumani se

sub.h hoti nahin mohabbat ki

raat kaTti nahin javani se

phuul chunte hain ahl-e-bazm ‘nushur’

meri har taaza gul-fishani se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

maryam-naz

Hasil-E-Fan Hai Bas Kalam Ki dad

rahat-indori

Humne Khud Apni Rahnumai Ki

Shauq Ko Be-Adab Kiya Ishq Ko Hausla Diya

Jab Chaha Iqrar Kiya Hai Jab Chaha Inkar Kiya

zaKHm-E-Dil Ho Gae Nasur Tumhein Kya Malum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet