• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zist Honi Tajjubaat Hai Ab

Zist Honi Tajjubaat Hai Ab

ziist honi ta.ajjubat hai ab

mar hi jaana bas ek baat hai ab

daur men tere hai vo kuchh andher

nahin ma.alum din hai raat hai ab

dil hai zinda na ji hi jiita hai

zindagi bad-tar-az-mamat hai ab

itne be-did be-shunid hue

na tavajjoh na iltifat hai ab

hijr kaisa visal ho bil-farz

kuchh hi surat ho mushkilat hai ab

ji hi lena ba-lutf hai manzur

is qadar jo tafazzulat hai ab

jiite ji to raha visal muhal

mar chuke par tavaqquat hai ab

kuchh na puchho ‘asar’ ki bechaini

na sukunat hai ne sabat hai ab

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Tai Hai Main Apne Mutabiq Nahin Tha

Us Baat Ka Koi Ranj Nahin Hum Uski Tawajjoh Pa Na Sake

abdul-ahad-saaz

dikhai dene Ke Aur dikhai Na dene Ke darmiyan Sa Kuchh

Zamin Se Ta-Falak Chhai Hui Hai Raushni-E-La

Kabhi Bahaaron Ke Mausamon Mein Jo Dil Ki Basti Ghazal-Sara Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet