• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Tere Lutf-O-Karam Ka Jab Se Ras Pine Laga

Main Tere Lutf-O-Karam Ka Jab Se Ras Pine Laga

akhtar-hashmi

main tire lutf-o-karam ka jab se ras piine laga

bas tabhi se khul ke apni zindagi jiine laga

ai bulandi chahne vaale bhaTak mat aa udhar

mere shanon ke sahare arsh tak ziine laga

ho ḳhushi koi bhi ja kar paḌ gai tere gale

gham ho koi bhi vo aa kar bas mire siine laga

huuk kitni soz kitna Tiis kitni dil men hai

ai mata-e-zaḳhm tu ab yuun na taḳhmine laga

jhuriyan chehre ki ‘aḳhtar’ ye dikhaenge tujhe

umr jab dhalne lage ghar men na aine laga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri taKHliq Hui Jis Ki Tag-O-Taz Ke Sath

ahmad-javed

Aansu Ki Tarah dida-e-Pur-Ab Mein Rahna

Aankhon Mein Mauj Mauj Koi Sochne Laga

ali-sardar-jafri

Uljhe Kanton Se Ki Khele Gul-E-Tar Se Pahle

Aise Bhi Kuchh Gham Hote Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet