• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi Ki Yahi Kahani Hai

Zindagi Ki Yahi Kahani Hai

chandni-pandey

zindagi ki yahi kahani hai

saans aani aur jaani hai

tum jo hote to baat kuchh hoti

ab ki barish to sirf paani hai

ik taraf us ki bolti ankhen

ik taraf meri be-zabani hai

yuun hi sunte rahen agar dil ki

yaad rakhiye ki jaan jaani hai

dhuup lagti hai badalon jaise

ye mohabbat ki saebani hai

bahti jaati huun ek samundar men

us ki yadon ki badbani hai

har taraf khaar khaar hain gulshan

baghban khuub baghbani hai

ashna huun main ab sarabon se

main ne sahra ki khaak chhani hai

‘chandani’ ki ghazal-vazal sahab

us ke khvabon ki tarjumani hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Koi Aur Musibat to Na Pali Jae

narjis-afroz-zaidi

Kahin Giraft Nahin Koi Istiara Nahin

Tum Bhi Dekho Jo Humne Dekha Hai

Jab Bhi Teri Yaadon Ki Chalne Lagi Purwai

Qalb-O-Jaan Mein Husn Ki Gahraiyan Rah Jaengi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet