• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zindagi KHak Mein Bhi Thi Tere Diwane Se

Zindagi KHak Mein Bhi Thi Tere Diwane Se

zindagi ḳhaak men bhi thi tire divane se

ab na uTThega bagula koi virane se

is qadar ho ga.i kasrat tire divanon ki

qais ghabra ke chala shahr ko virane se

jal-mara aag mohabbat ki ise kahte hain

jalna dekha na gaya sham.a ka parvane se

kis ki begana-vashi se ye tahayyur aaya

ki ab apne bhi nazar aate hain begane se

shaiḳh sahab bhi hue motaqid-e-pir-e-mughan

aaj ye taaza ḳhabar aa.i hai mai-ḳhane se

itni tauhin na kar meri bala-noshi ki

saqiya mujh ko na de maap ke paimane se

ai ‘vafa’ apne bhi jab aankh chura lete hain

be-ruḳhi ka ho gila kya kisi begane se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

diye Ki Lau Se Na Jal Jae Tirgi Shab Ki

insha-allah-khan-insha

Aane Atak Atak Ke Lagi Sans Raat Se

poet

Apna Pata Mujhe Bata Bahr-E-Khuda Tu Kaun Hai

Main Hua Tera Majra Tu Mera Majra Hua

Musafir KHana-E-Imkan Mein Bistar chhoD Jate The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet