• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zara Maza Nahin Aaya Kalam Kar Ke Mujhe

Zara Maza Nahin Aaya Kalam Kar Ke Mujhe

zara maza nahin aaya kalam kar ke mujhe

kisi ne rok liya tha salam kar ke mujhe

main is pe ḳhush huun mira dost hai mira afsar

vo mujh se char-guna ḳhush ghulam kar ke mujhe

safar bhi ab ke garan hai bahut tabi.at par

sukun bhi pal ko nahin hai qayam kar ke mujhe

vo mujh se puchh raha tha vafa ke baare men

koi sila bhi milega ye kaam kar ke mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wasl Ke Lamhe Kahani Ho Gae

poet

Yaad Rakhna Ek Din Teri Zaban Tak Aaunga

Is Qadar KHud Pe Hum Jafa Na Karen

saleem-kausar

Mulaqaton Ka Aisa Silsila Rakkha Hai Tumne

Umr Bhar Kawish-E-Izhaar Ne Sone Na Diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet