• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zamin Se Guzre Hain Ya Aasman Se Guzre Hain

Zamin Se Guzre Hain Ya Aasman Se Guzre Hain

zamin se guzre hain ya asman se guzre hain

jahan ko saath liya hai jahan se guzre hain

hua chaman men phir elan-e-ashiyan-bandi

abhi ki baat hai ik imtihan se guzre hain

ba-josh-e-sa.i-e-baghavat zamin ke ye zarre

hazaron baar sar-e-asman se guzre hain

vahin ulajh se ga.e hain vahin ThiThuk se ga.e

nigahen apni bacha kar jahan se guzre hain

na puchhiye kashish-e-manzil-e-gham-e-janan

yahin ke ho ga.e jo bhi yahan se guzre hain

qadam qadam men hamare hai jazba-e-taḳhliq

vahin ubhar di manzil jahan se guzre hain

‘shifa’ baḌho ki ufuq-dar-nazar rajaz-bar-lab

shafaq ki aaḌ men kuchh karvan se guzre hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Maut Ka Manzar Jo Tha Din Raat Wahi Hai

poet

Wo Aur Honge Jinko Haram Ki Talash Hai

Kaf-E-Qatil Mein KHanjar Jagta Hai

poet

Puchhi Na Khabar Kabhi Hamari

Jab Samne Ki Baat Hi Uljhi Hui Mile

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet