• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zamin Dega Magar Aasman Mangega

Zamin Dega Magar Aasman Mangega

zamin dega magar asman mangega

mire vajud se vo sa.eban mangega

main chand pal jo use thoḌa aasra de duun

phir umr-bhar ke liye kul jahan mangega

vo janta hai nishana achuk hai mera

vo mujh se TuuTi hui bhi kaman mangega

har ek gaam pe tu ne kiya hai qatl mira

tu kitni daf.a miri aur jaan mangega

tiri zaban men tujh ko javab duun main agar

hisab mujh se mira ḳhandan mangega

main janti huun sar-e-bazm aa.ega vo aur

mira javab usi darmiyan mangega

agar vo jaan bhi mange ḳhushi ḳhushi de duun

magar vo kuchh bhi kahan be-zaban mangega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Apne Jaanan Ko Ai Jaan Isi Jaan Mein DhunDh

akhtar-muslimi

Aansuon Ke Tufan Mein Bijliyan Dabi Rakhna

Sab Ke Chehron Pe Koi Chehra Hai

poet

Gurezan Rang-O-Bu Se Dil Nahin Hai

etibar-sajid

Mera Hai Kaun dushman Meri Chahat Kaun Rakhta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet