• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Zamane Ho Gae Tere Karam Ki Aas Lagi

Zamane Ho Gae Tere Karam Ki Aas Lagi

Sufi

zamane ho gae tere karam ki aas lagi

qarib-e-mai-kada sahra si mujh ko pyaas lagi

lahu rulate hain mujh ko suhavne manzar

chaTakti chandni tere bina udaas lagi

na us men mai hai na paani to pyaas kaise bujhe

ye zindagi mujhe TuuTa hua gilas lagi

ye garm garm se aansu bata rahe hain yahi

zarur aag kahin dil ke as-pas lagi

yahan to koi bhi malik nahin mire sahab

tamam ḳhalq mujhe ḳhvahishon ki daas lagi

jahez naam hi se rang uḌ gaya us ka

gharib baap ki beTi jahan-shanas lagi

kaḌakti dhuup men chal to paḌi dulhan ‘hasrat’

qadam qadam pe use raste men pyaas lagi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Qadar Bhi Dukhi Nahin the Hum

Agar Hum chhoD Den Arz-E-Hunar KHamosh Ho Jaen

faiz-ahmad-faiz

dida-E-Tar Pe Wahan Kaun Nazar Karta Hai

ahmad-faraz

Is Qadar Musalsal Thin Shiddaten Judai Ki

Hafiz Shirazi

dila Ba-Soz Ki Soz-e-Tu Kar-Ha Ba-Kunad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet