• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun to Dekhi Hain Mere Yar Sabhi Ki Aankhen

Yun to Dekhi Hain Mere Yar Sabhi Ki Aankhen

yuun to dekhi hain mire yaar sabhi ki ankhen

us ki ankhon si kahan aur kisi ki ankhen

vo to parbat ki bulandi ko bhula baiThi hai

gum hain yuun tere ubharon men nadi ki ankhen

us ki gardan ke sabhi tauq utar jaate hain

jis pe uTh jaati hain ik baar vali ki ankhen

bas tiri raah men luTne ko tule baiThe hain

kisi lamhe ka badan ho ki sadi ki ankhen

hijr ka vaqt batati hai hamesha ‘noman’

dekhta huun main jo har baar ghaḌi ki ankhen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parveen-fana-syed

Aise Lamhat Bhi Guzarte Hain

Kyon Wo Mera Markaz-E-Afkar Tha

asif-ud-daula

Kya Fash Karun Gham-E-Nihan Ko

sahir-ludhianvi

Jo Lutf-E-Mai-Kashi Hai Nigaron Mein Aaega

Lutf Ka Rabt Hai Koi Na Jafa Ka Rishta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet