• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Sitamgar Nahin Hote Jaanan

Yun Sitamgar Nahin Hote Jaanan

yuun sitamgar nahin hote janan

phuul patthar nahin hote janan

kyuun mire dil se kahin jaate ho

ghar se be-ghar nahin hote janan

vasl ki shab jo karam tum ne kiye

kyuun mukarrar nahin hote janan

ham tumhen but ki tarah pujte hain

phir bhi kafar nahin hote janan

gham ke dipak nahin jalte jab tak

dil munavvar nahin hote janan

ham to rahte hain tumhari had men

had se bahar nahin hote janan

ek jaise hain ḳhushi ke lamhe

dukh barabar nahin hote janan

is qadar ḳhuun na bahana dil ka

dil samundar nahin hote janan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab jhuT Rawiyon Ke Qalam Bolne Lage

poet

Tujh Mein Kab Husn-E-Bahaar-E-Gul Ki Ranai Na Thi

sahir-ludhianvi

Parbaton Ke Pedon Par Sham Ka Basera Hai

Yun Kisi Baat Se Ab Dar Nahin Lagta Mujhko

Mujhe Tum Shohraton Ke Darmiyan Gumnam Likh Dena

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet