• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Shor-O-Shar Ke Sare Talabgar so Gae

Yun Shor-O-Shar Ke Sare Talabgar so Gae

poet

yuun shor-o-shar ke saare talabgar so ga.e

sannaTe chiḳhne lage bazar so ga.e

palkon pe bojh ban ga.iin jab din ki raunaqen

ankhon men bhar ke ḳhvab giran-bar so ga.e

divar-o-dar bhi apni marammat se tang the

gir jaa.e ab makan ki me.amar so ga.e

suraj ke saath tu bhi lahu ro ke Duub ja

ai sham-e-hijr tere parastar so ga.e

‘ash.har’ kisi ke qurb-e-havasnak se gharaz

apna bhi dil tha bhinch ke ik baar so ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Tarah Bhi Barsar-E-Paikar Hona Tha Hue

akhtar-ul-iman

Mufahamat

ahmad-husain-mail

Hamrah Adam Se Iztirab Aaya Hai

Ishq Ka Ek Ghar Hamara Hai

Ta-Falak Hai KHushbuon Ka Silsila

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet