• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun bhaTakne Mein Ki Hai Basar Zindagi

Yun bhaTakne Mein Ki Hai Basar Zindagi

yuun bhaTakne men ki hai basar zindagi

jaise aa ja.egi raah par zindagi

ye karo vo nahin vo karo ye nahin

Tokti hi rahi umr bhar zindagi

is taraf chal diye to kisi ne kaha

us taraf aa.iye hai udhar zindagi

is taraf ja.iye us taraf ja.iye

kis taraf ja.iye hai kidhar zindagi

taulti bhi rahi Dolti bhi rahi

kuchh idhar zindagi kuchh udhar zindagi

kuchh pata to chale kuchh ḳhabar to mile

ham kidhar ja rahe hain kidhar zindagi

ham nahin jante ye nahin jante

hai ḳhabar-dar-ḳhabar be-ḳhabar zindagi

hai kahin saikḌon ekḌon ka mahal

aur kahin ek kamre ka ghar zindagi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dar-O-Diwar Pe Shaklen Si Banane Aai

Paiman-E-Wafa-E-Yar Hain Hum

Aaina Hun Ki Main Patthar Hun Ye Kab Puchhe Hai

quli-qutub-shah

Kal Munj Wazir dil The Qasid Bashaarat Aaya

poet

Khun Rulati Hai Teri Hasrat-E-didar Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet