• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Marhale Bhi Mohabbat Ke Bab Mein Aae

Ye Marhale Bhi Mohabbat Ke Bab Mein Aae

ye marhale bhi mohabbat ke baab men aa.e

ḳhulus chaha to patthar javab men aa.e

ḳhusha vo shauq ki dar dar liye phira mujh ko

zah-e-nasib ki tum intiḳhab men aa.e

hazar zabt karun laakh dil ko bahla.un

magar vo shakl jo har roz ḳhvab men aa.e

main kya kahun ki tira zikr ghair se sun kar

jo vasvase dil-e-ḳhana-ḳharab men aa.e

hai shahryar ki qurbat se fasla behtar

rahe jo qurb men akasr itaab men aa.e

vahin qabila-e-murda-zamir likh dena

hamara zikr jahan bhi kitab men aa.e

riya ke daur men sach bol to rahe ho magar

ye vasf hi na kahin ehtisab men aa.e

main apne des ki miTTi se pyaar karta huun

ye jurm bhi miri fard-e-hisab men aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek Surat Nazar Aai Thi Abhi

Hawa Mein Tair Rahe Hain Sahab miTTi Ke

akhtar-shirani

dil Mein Khayal-E-Nargis-E-Jaanana Aa Gaya

Ashkon Mein Aaj Phir Se Nahae Hue Hain Hum

ahmad-ata

Ek Ashk Baha Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet