• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Mana Tum Ho Zamane Ke Ba-Kamalon Mein

Ye Mana Tum Ho Zamane Ke Ba-Kamalon Mein

ye maana tum ho zamane ke ba-kamalon men

to ham bhi ḳhud ko samajhte hain be-misalon men

vafa ka naam nahin shahr ke ghazalon men

milega zahr yahan mad-bhare piyalon men

mahak uTha hai miri aarzu ka shish-mahal

ye kaun aa ke basa hai mire ḳhayalon men

hamare paas tha har baat ka javab magar

ulajh ke rah ga.e ham aap ke savalon men

ham un ke hansne ka andaz kya kahen ‘sumbul’

ki jaise duur bajen ghanTiyan shivalon men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Hue Karwan Se Juda Jo Hum Rah-E-Ashiqi Mein Fana Hue

poet

Kisi Ke Wada-E-Farda Mein Gum Hai Intizar Ab Bhi

Gali Ka Manzar Badal Raha Tha

Mujhse Ab Tak Ye Gila Hai Mere Gham-KHwaron Ko

Sanjidgi Ki KHas Zarurat to Hai Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet