• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Kitabon Si Jo Hatheli Hai

Ye Kitabon Si Jo Hatheli Hai

ye kitabon si jo hatheli hai

sab se mushkil yahi paheli hai

meri ham umr hai ye tanha.i

saath bachpan se mere kheli hai

hansti rahti hai ek khiḌki par

apni divar men akeli hai

khul rahi hai ye baat ham par bhi

zindagi ik kaThin paheli hai

ek rauzan se chhan ke aa to ga.i

ghar men lekin kiran akeli hai

narm-o-nazuk si ḳhub-surat si

zindagi pyaar ki hatheli hai

shukriya un sabhi ko ki ‘atish’

aanch jis ne bhi teri jheli hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parveen-shakir

Hawa Mahak Uthi Rang-E-Chaman Badalne Laga

poet

Khana-E-Zanjir Ka Paband Rahta Hun Sada

Har-Chand Mera Gham Gham-E-Nadida Raha Hai

jaun-eliya

Bahut dil Ko Kushada Kar Liya Kya

Ye Soch Banna Hai Kya Tujhko Kya Bana Hua Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet