• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Jo dhuan dhuan Sa Hai dasht-e-Guman Ke Aas-Pas

Ye Jo dhuan dhuan Sa Hai dasht-e-Guman Ke Aas-Pas

ahmad-mahfuz

ye jo dhuan dhuan sa hai dasht-e-guman ke as-pas

kya koi aag bujh gai sarhad-e-jan ke as-pas

shor-e-hava-e-sham-e-gham yuun to kahan kahan nahin

suniye to bas sunai de dard-e-nihan ke as-pas

bujh gae kya charagh sab ai dil-e-afiyat-talab

kab se bhatak rahe hain ham ku-e-ziyan ke as-pas

un ko talash kijiye ham to milenge aap hi

apni bhi ja-e-bash hai gum-shudagan ke as-pas

sina-e-shab ko chiir kar dekho to kya saman hai ab

manzil-e-dil ke samne kucha-e-jan ke as-pas

vo bhi ajab savar tha aaya idhar udhar gaya

pahunchi na meri khaak bhi us ki inaan ke as-pas

alam-e-sard-o-garm ki kya ho bhala unhen khabar

vo jo rahe hain umr bhar shola-rukhan ke as-pas

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kucha-Gardi Mein Jawani Jaegi

noon-meem-rashid

Shaer-E-darmanda

Ye Jagah Ahl-E-Junun Ab Nahin Rahne Wali

Koi Dana Koi Diwana Mila

Zara Bhi Kaam Na Aaega Muskurana Kya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet