• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye dastan-e-Gham-e-dil Kahan Kahi Jae

Ye dastan-e-Gham-e-dil Kahan Kahi Jae

ahmad-rahi

ye dastan-e-gham-e-dil kahan kahi jaae

yahan to khul ke koi baat bhi na ki jaae

tumhare haath sahi faisla magar phir bhi

zara asiir ki rudad to suni jaae

ye raat din ka tadapna bhi kya qayamat hai

jo tum nahin to tumhara khayal bhi jaae

ab is se badh ke bhala aur kya sitam hoga

zaban khul na sake aankh dekhti jaae

ye chaak chaak gareban nahin hai divane

jise bas ek chhalakti nazar hi si jaae

koi sabil ki ye sehr-e-jan-gusil tuute

koi ilaaj ki ye daur-e-bebasi jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dard-E-Dil Ka Kise Karun Izhaar

ismail-merathi

Unt

Sar-E-KHayal Hai Ye Kaun Magar Nahin Hun Main

poet

Ahd-E-Wafa Ka Qarz Ada Kar Diya Gaya

Apni Jannat Mujhe Dikhla Na Saka Tu Waiz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet