• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Baaten Aaj Ki Kal Jis Kitab Mein Likhna

Ye Baaten Aaj Ki Kal Jis Kitab Mein Likhna

ye baten aaj ki kal jis kitab men likhna

tum apne jurm ko mere hisab men likhna

hadis-e-dil ko qalam se na ashna karna

kahaniyan hi hamesha javab men likhna

mujhe samajhne ki koshish hai shaghl-e-la-hasil

jo chahna vahi tum mere baab men likhna

vo kahte hain likho naama magar lihaz rahe

hamara naam na hargiz ḳhitab men likhna

miTa miTa jo raha zulmaton ke parde men

vo harf-e-haq varaq-e-aftab men likhna

hamesha jis ki havas ko thi arzu-e-bahisht

usi ki ruuh rahi thi azaab men likhna

jo baat likhne ko tha muztarib bahut ‘naushad’

vahi main bhuul gaya iztirab men likhna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Khair Yunhi Sahi Taskin Ho Kahin Thodi Si

Ada-E-Hairat-E-Aina-Gar Bhi Rakhte Hain

Baal-O-Par Rakhte Nahin Azm-E-Safar Rakhte Hain

Wo Jis Ko Humne Apnaya Bahut Hai

Mujhe Udas Kar Gae Ho KHush Raho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet