• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Safai Kabhi Jo Humse Mulaqat Mein Thi

Wo Safai Kabhi Jo Humse Mulaqat Mein Thi

poet

vo safa.i kabhi jo ham se mulaqat men thi

saaf kul saḳhtagi us ki har ik baat men thi

jo bhali aa ke kahi sehr hai samjha na use

kal buri jo kahi daḳhil vo karamat men thi

hai dil-e-ghair ko us navak-e-mizhgan se ab uns

jo ki nit apne jigar-doziyon ke ghaat men thi

sunte hain ghair se vo baat ba-avaz-e-buland

kya qayamat hai ki jo ham se isharat men thi

kya ghazab hai vahi a.ina-pan ab laakh se hai

jo safa.i kabhi ham se kisi auqat men thi

koi hajat nahin ab ghair ki jo ho na rava

ye to aage na mire qibla-e-hajat men thi

itna juya-e-mulaqat na hota tha ‘lutf’

shakl nibhne ki jo kuchh thi so musavat men thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bewafa Hun Na Wafadar Hun Main

Naw KHasta Bhi Na Thi Mauj Mein Dariya Bhi Na Tha

Rasta Koi Safar Koi Masafat Koi

Chashm-E-KHush-Ab Ki Tamsil Mein Rahne Wale

poet

Shab-E-Ahd-E-Gul Mein Baqi Hain Abhi Ranaiyan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet